Faizan-e-Sunnat Ghusl Ka Tarika Pur Asrar Khazana Pur Asrar Khazana

Slideshow

Join The Community

Wednesday, August 25, 2010

Namaz kai Ehkam 2

Namaz Kai Ehkam
Question Answers


Waqt Khatam Ho Raha Ho To Namaz Kis Tarhan Parhain?    
 Answer
            
Angoothay Choomnay Ka Tariqa          

  Answer

Half Aasteen Shirt Aur Namaz        

 Answer
  
Namaz Main idhar Udhar Daikhnay Se Kis Tarhan Bachain?     

 Answer
     
Aasteen Ki Lambaee Kitni Honi Chaaheay?     

 Answer  

Namaz-e-Qasr            

 Answer

Namaz aor dua main khushoo w khuzoo kese hasil kia ja sakta hy?            

 Answer

Ba`wujood koshish ky fajr main ankh nahi khulti isky liye kia karna chahiye?       

 Answer
   
Majboori ki soorat main namaz torrny ka kia tareeqa hy?            

 Answer

Masbooq kisy kehty hain?            

 Answer

Kia kafir ko namaz ki dawat dy sakty hain?            

 Answer

Agar kisi musaafir ki namaz muqtadi imam ky peechy wajib ul ada ho to wo musaafir apni namaz doobara kis tarah ada kary ga?            

 Answer

Agar kisi shakhs ko namaz main rona ata ho aor uska peer riya kari sy bachany ky liye masjid ky bajaye ghar main namaz parrhny ka hukm dy to kia peer ki baat par amal karty howe ghar main namaz parrhni chahiye ya nahi?            

 Answer

Agar kisi ko yad na ho ky kitni namazain qaza hoyin to wo sakhs kia kary?          

 Answer

Makka Mukarama main ek namaz ka sawab lakh guna ziyada aor Madina Munawarah main namaz ka sawab 50 hazar guna ziyada hy aor Masjid-e-Aqsa main ek namaz ka sawab 25 hazar guna ziyada hy jabky madani qafily main namaz ka sawab 49 karorr guna ziyada milta hy to kia madani qafily main parrhi jany wali namaz ka sawab Makka Mukarama main parrhi jany wali namaz sy bhi ziyada hota hy?     

 Answer
     
Doraan e namaz wuzoo toot jany ki soorat main waheen par bethy rahen ya namaziyon ky agy sy guzar kar peechy chaly jayen?            

 Answer

Doraan e namaz qiyam ky ander kitni miqdaar main qirat karna farz hy nez soorah fatiha ky baad soorat milana farz hy ya wajib?            

 Answer

Baaz islami bhai sajdy main naak ki ooper wali hadi zameen par lagaty hain aor usy zakhmi kar dalty hain kia ye tareeqa durust hy?

 Answer

Namaz kai Ehkam 1

Namaz Kai Ehkam
Question Answers

Peeche se mamooli hawa kharij ho to wuzoo jata raha…
 Answer
                
Kiya kai roz se bhari hoe balti ka pani pak hai?          

  Answer

 

Ameer e Ahlesunnat alahazrat k kab se aqeedat mand hain?        
Answer


Namaz parh kar musale ka kona lapaitna kaisa?        
 Answer

Daanton main botti phans jaye to namaz parrh sakty hain ya nahi?          

  Answer

Mon main chikna`hat ho to namaz parrh sakty hain ya nahi?            

 Answer

Namaz ky ander dayaan paon ka anghootha agar zameen sy uth jaye to namaz faasid hojati he ya nahi?      

 Answer
   
Shaitan Ko Badi Ki Quwwat Kehna Kaisa?            

 Answer

kia Faut Shuda Ko Mureed Karwa Saktay Hain?            

 Answer

ALLAH AZZAWAJAL Kai Siwa Kisi Aur Ko YA Ke Saath Pukarna Kaisa?         

  Answer 

Khushoo-o-Khuzoo Kisay Kehtay Hain?            

 Answer

Namaz Main Aankhain Band Rakhna Kaisa?              

Answer

Qaza-e-Umri Ka Tariqa            

 Answer

Khushboo Dar Sabun Say Haat Dohna Kesa?            

 Answer

Yahan etikaaf ke jawal main faraiz ke ilawa tahajjud,ishraaq,chaast aur awwabeen ke nawafil bhi shamil hain. kia hi acha ho agar in ke fazzail bayan kiye ja ain ta ke humain parhne ka jazba mile.           

 Answer

kia fajar ki namaz ke baad masjid say tulu-e-Aftaab ka alaan hona chahiyeh?       

Answer
   
Aap nawafil per bara zor de rahin hain, halaat itne naguftahba hain ke log faraiz-wa-wajibaat ki pabandi nahi karte,in halaat main nawafil ki itni targeeb aur raghbat dilana keasa? 

 Answer
         
kia char rakhti sunnat-e-qabila ke pehle qa'day main tashh'hud ke baad durood sharif aur tesari rakhat main sana parhni hoti hai?          

Answer

kia yahan hone wali ishraaq-wa-chast ki jamat main muqtadi qaza namaz ki niyat ke saath shamil ho sakta hai?           

Answer

Hum aap ko roz dekhte hain ke aap safain durust karate hain bar bar islami bhai bech main aate hain bar bar aap safain durust karwate hain na aap ko ghussa hai na aap taktay hain….

 Answer

Taharat Kai Ehkam 2

Taharat Kai Ehkam
Question Answers


Mazrat ky sath rishwat ky mozu sy hatt kar ek suwal hy ky kin soorton main sony sy wuzoo jata rehta hy aor kin main nahi jata?
Answer
                
Kia umoom e balwa najasat o taharat ky bary main bhi ba`is e takhfeef hy?

Answer
         
Napak kaprry pak karny ka kia tareeqa hy?

Answer 
         
Ehtilam hony ky baad badan sy nikalny waly paseeny sy jura`bain ya kaprry waghaira geely hojayen to kia wo bhi na`pak hojaty hain?

Answer

Taharat Kai Ehkam

Taharat Kai Ehkam 
Questoin Answers

Sheitani waswasoun ka asan Ilaj… 
Answer
                
Pareeshani se nijat ka wazifa….    

 Answer
     
Mustamal pani ki tareef  

Answer 
        
Mustamal Pani wuzoo aur Ghusal ky qabil banane ka tareeqa…

Answer 
         
Kiya mustamil Pani se najasat zail karsakte hain?    

Answer 
     
Choote bache k peshab ka hokum   

Answer 

Nange sir istinja khane main jana kaisa?     
Answer 
     
Darhi ki tohin karne wale ki naikiyoun ka hukam sunnat ki tohin kufar hai…

Answer
 
Machli ka khoon pak hai ya napak?            

Answer 

Kiya wali k liye karamat shart hai?            

Answer 

Haramain Shreefain main Taharat kay Masa'il            

Answer 

Jis par gusul farz hojaye aor wo agar doran-e-gusul naak main pani charrhana bhool jaye to kia usy doobara naye siry sy gusul karna parry ga?         

Answer 
 
Kiya Har Parinday Ki Na-Pak Hai?         

Answer 
 
Parinday Ki Beeth Ki Pehchaan Ki Kiya Alamat Hai?  

Answer 
        
Masjid Ki Safon Ya Darion Per Khana Khaya Jasakta hai Ya Nahi?   

Answer 
       
Masjid Kai Carpet Ka Kuch Hissa Na-Pak Hojaey to Kaisay Pak Karain?  

Answer          

Ehtilam Waalay Kapray Baghair Pani Kai Pak Karnay Ka Tariqa    

Answer       

Masah Kartay Waqt Nal Khula Na Chorain  

Answer 
        
Dil Ka Khoon Pak Hai Ya Na-Pak?     

Answer
     
Aaj Kal Dulhan Ko Aisa Make-up Karaya Jata Hai Kai Jo Wudhu-o-Ghusl Main Rukawat Banta Hai Aur Usay Kaee Ghantay Us Make-up Main Guzarnay Partay Hain, Aisi Surat Main Bichari Dulhan Wudhu-o-Namaz Ka Kiya Karay?

Answer

Muzakra Topic Aqaid 2

Muzakra Topic Aqaid 2
Question Answers

Kia Hazrat Abu Bakar Radhi Allahu Anhu Nabiyon ky baad martaby main sab sy barry hain?   
Answer
              
Nabi pak Sallallahu Alaih Wassallam ky ilm mubarak ky mutaliq ahle sunnat ka aqeedah hy ky Ap Sallallahu Alaih Wasasllam ko ilm e gaib kulli hasil hy baraye karam kulli ki tareef aor had irshad ferma`dain.

Answer
         
Kaha jata hy Allah Azzawajal ky alawa kisi aor ky naam ky sath "Ya" nahi laga sakty jabky baaz islami bhai ap ko bhi Ya Murshid keh kar pukarty hain baraye karam iski waza`hat ferma`dain.      

Answer 
   
Kisi sahib e mazar sy ye kehna kesa hy? "Ap mera fulaan kam kardain"   

Answer 
       
Hamary yahan ye salam parrha jata hy. "Ay saba Mustafa sy kehd dena gham ky mary salam kehty hain...." Baaz loug ye etraz karty hain ky Sarkar Sallallahu Alaih Wassallam ko ilam nahi hota isi liye saba ky zariye salam bhejty hain.

Answer

Muzakra Topic Aqaid 1

 Title                        Listen  Answers

Allah miyan keh sakte hain?   
 Answer
            
Sab se Afzal ummat kon si hai?   

 Answer
   
Kisi ko hansta deikh kar parhna ki dua…

Answer
       
Seiro tafreeh karma kaisa hai?

Answer
    
Anbia (Aleihes salam) ki tatad per iman rakhna…

Answer

Awa gon ka aqeeda?

Answer

Tauba Kai Maani, Tauba Kab Fardh Aur Kab Wajib Hoti Hai?

Answer
   
Humain emaan ke bare main kuch irshad farmain.

Answer
   
Murtad kisse kehte hain?

Answer

Is door main aap emaan ki hifazat per zor de rahain hain 
kia waqai asse halaat –o-mamalaat pate hain jis se is main emaan bachna mushkil hai?
Answer

….aap ne murtad ke bare main aek suwwal ke jawab main aek
aalim-wa-qari ke irtidad ka waqia bayan kia …. Ho sakta hai us ne rujo kar 
lia ho aur humain us ka ilim na ho to kia is sorat main us per murtad ka hukum 
lagana durust hoga? 
Answer
          
kia murtad ko har shakhs qatal kar sakta hai?

Answer
     
Agar aurat ya sumjhdaar bacha murtad ho jain to kia us ko bhi qatal kia jain ga ?

Answer
     
kia murtad ki aulad harami hogi?

Answer
         
Jannati Mardon Kai Leay Hoorain Aurton Kai Leay?

Answer
          
HUZOOR(Salallah-o-Alaih Wasallam) kia Sirf Noor Hain?

Answer
       
SARKAR(Salallah-o-Alaih Wasallam) Ko YA-MUHAMMAD Pukarna Kaisa?

Answer
       
Awliya-e-Kiram Say Madad Mangna Kesa?

Answer

ALHUMDULILLAH! Dawat-e-Islami Waalon Ke Aqaid Quran-o-Sunnat 
Kai Aain Mutabiq Hain Phir Bhi Kuch Log Humain Mushrik-o-Bidati Kehtay
Hain Unko Kaisay Mutmain Karain Aur Unkay Leay Kiya Hukum Hai?
Answer
       
Kia Huzoor Sallallahu Alaih Wassallam har jaga hazir o naazir hain?

Answer