Faizan-e-Sunnat Ghusl Ka Tarika Pur Asrar Khazana Pur Asrar Khazana

Slideshow

Join The Community

Sunday, July 3, 2011

Bainul aqwami islami bhaion | Muzakra Topic

Islamic Question Answers | islamic knowledge Fiqh Questions Madani Muzakra Topic

Bainul aqwami islami bhaion

Dawate islami

Baaz islami bhai dars ke baad apni taraf se tashreeh karte hain kia ye durust he ?

 

Baaz islami bhai madani kamon ke jadwal ko tabdeel karnay par israr kartay hain….is surat mai kia kiya jaye ?

 

Abhi andar aatay huway kain islami bhaiyon ko checking ke marahil se guzara gaya kuch hifazati umoor ke hawalay se irshad farmain ke itni checking aur sakhti kiyun ho rahi he ?

 

Quran shareef ka tarjuma kis ka phar kar sunaya jaye ?

 

kia baghair dekhe bayan nahi kar saktay ?

 

Istikhara se kia muraad he ? kia online istikhara kar saktay hain ?

 

kia ghair muslim ki tadfeen waghaira mai shirkat kar saktay hain ?

 

Masjid mai dars ki ijazat na ho to kia karain ? Masjid committee ya intezamiya set nahi ?

 

Bathroom mai wuzu karnay ki surat mai kia duaain waghaira phar saktay hain ?

 

Jo islami bhai madani kamon mai waqt nahi detay un ko kis tarhan tayyar kia jaye aur un ko kis tarhan tarkeeb mai liya jaye ?

 

Aap ko dekha gaya he ke aap khanay se pehlay rubber band istemal karte hain is ki kia waja he ?

 

Dawat-e-Islami mai mushawrat ka nizaam kiyun zaroori he ?

 

Medical test ke liye jo khoon nikala jata he usse wuzu toot jata he ya nahi ?

 

Train mai doran e safar namaz ka waqt janay ka khadsha ho aur train mai pani moyassar na ho to ayse surat mai namaz ko kis tarhan ada karain ?

 

Mushwrat ke arakeen se mashwara kiye baghair mushwrat nigran sirf apni marzi se kaam karay to kia ye tanzeemi tor par durust he ?

 

Baaz islami bhai mushawarat ke khilaf group bana lete hain aur apni man mani kartay hain aeysa karna kaisa ?

 

Farsh par bacchay ne pishab kar diya to kia sara farsh dhona zaroori he?warna poche ki surat mai pak kaise ho ga ?

 

Aek zimmedar ko apne ma tehet se aur ma tehet ko apne zimmedar se kaise pesh aana chahiye ?

 

Pishab ke qatray aanay ka marz he kain namazain chootnay ka mamla hota he kia karain ?

 

Aap ne farmaya ke agar pishab ke qatray aatay rahain aur waqt na milay to phir us waqt ki namaz parh li jaye gi to us waqt kapray jo napak hongay to us ka kia kiya jaye ga ?

 

 

Tazkiya e nafs ke liye konsa amal ziada behtar he ?

 

Karobar aur duty ke doran agar ham Imamah shareef pehnay to log mazaaq uratay hain kia us waqt utar saktay hain ?

 

Aap aksar irshad farmatay hain jab bhi qafilay mai safar kia jaye to apne kharch par kia jaye is mai kia hikmat hai aur ham bain ul aqwami islami bhai jo yahan aaye huway hain wo khanay peenay ke kharch ka kia karain ?

 

Kia chalti rail mai farz namaz phartay huway istaqbal-e-qibla ka lihaz zaroori he ?

 

Dawat-e-Islami ke Madani mahol mai baarah (12) madani kamon par isteqamat ka tariqa irshad farma dain.

 

Screen par tasveer a rahi ho to us doraan us ki taraf mu'n kar ke namaz phar sakte hain ya nahi ?

 

Bainal aqwami ijtima mai hum ne screen par aap ka bayan suna to kia hum apne mumalik mai bhi screen laga sakte hain ?

 

Kisi mulk mai madani kaam karnay ke liye visa lenay ke liye jhootay kaghzaat ya interview mai jhoot bolnay ke baray mai irshad....

 

Hubbay jah kisay kehtay hain ?

 

Kuch aesi misalain irshad farmadain ke jisse pata chalay ke in jumlon mai hubbay jah payda hosakta he.

 

Aap ko dekha gaya he ke aap farz uloom ko seekhnay par bohot zor detay hain bara-e-karam is ki ehmiyat irshad farmayen.

 

Sar mai jab hum tel lagate hain to Imamay aur sar se bhi badbu aati he ?

 

Apne mulk mai maktabat-ul-Madina ko faal karnay ke madani nuskhay irshad farma dain.

 

Hubbay jah aur isse bachnay ka tareeqa irshad farma dain.

0 comments:

Post a Comment