Faizan-e-Sunnat Ghusl Ka Tarika Pur Asrar Khazana Pur Asrar Khazana

Slideshow

Join The Community

Sunday, July 3, 2011

Talaba-e-jamia tul madinah Muzakra Topic

Islamic Question Answers | islamic knowledge Fiqh Questions Madani Muzakra Topic

Talaba-e-jamia tul madinah

Dawate Islami

Barah (12) mah madani qafilon main safar karnay ke kia kia fawaid hain ?

 

Zamana e talib e ilmi main taqlil e kalam taqlil e manam aur taqlil e ta aam ki kia ehmiyat he ?

 

Ustaad apne talaba ka madani zehen kis tarhan banaye ?

 

Imam e Ahle sunnat syyedi Aala Hazrat ki kutub bilkhusoos Fatawa Razaviyya sharif pharnay par ap itna zor kyun detay hain ?

 

Ilm e deen hasil karnay ke liye taqwa parhezgari aur ihklas ki kia Ehmiyat he ?

 

Faizan e Sunnat ki doosri jild kab manzar e aam par aaye gi ?

 

Aap bethtay waqt goud mai takya rakhtay hain is ki kia hikmat he ?

 

Darj e uoola mai kaseer talaba dakhil hotay hain magar dora e hadees tak pohonch pohonch bohot kam reh jatay hain is ka kia hal kiya jaye ?

 

Agar talib ul ilm ko koi allama ya mufti keh kar pukaray to usay kia karna chahiye ?

 

Rah e khuda mai mushaqqaton ka tazkira apne madani markaz ya doosre islami bhaiyon se kis tarha kia jaye ?

 

Haqq e sohbat kisay kehte hain is baray mai kuch irshad farmaiye ?

 

Jamia tul madina ke talaba ka zaahiri hulya kaisa hona chahiye ?

 

Ap ko dekha gaya he ke aap Faizan e Madina ke farsh se kuch na kuch chuntay rehte hain is mai kia hikmat he ?

 

Bay wuzu tilawat kar saktay hain ya nahi ?

 

Koi islami bhai ya islami behen madani inamaat ke card par amal na honay ki surat mai durust nishaan lagayen to kia wo gunahgar hongay ?

 

Bahar e Shariat ke kitnay hissay hain ?

 

Me Husn e Akhlaq ka paykar banna chahta hun is baray mai chand madani phool irshad farma dain.

 

Phichlay dino Dawat e islami ne milad un nabi(صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلّم) ke ijtima me video relay ka intayzam kia…mazeed vcd ke zarye kuffar musalman ho rahay hain…kia hi accha ho ke Dawat e Islami apna channel khol le ta ke dunya bhar me Dawat e Islami ka paygham pohnchey…

 

Tarbiyat e Ijtima ke jadwal ki kia Ehmiyat he aur us par amal kyun zarori he ?

 

Kisi bhi tanzeemi zimmedari ka ehal bannay ke liye Madani islami bhai mai kia khususiyaat honi chahiye ?

 

Aap doran e bayan jhanda lehra rahay hain aur aap ko dekh kar shuraka bhi jhanda lehra rahay hain kya Adab e bayan ke khilaf nahi ?

 

Madani inamaat mai tanzeemi pabandi ka zikr he isse kia muraad he is pabandi ka ilm hamain kis tarhan ho ?

 

kamar dard se bachnay ke madani phool irshad farma dain.

 

Suna he ke aap kisi kitab par taqreez nahi likhtay is ki kia waja he ?

 

Al Madina tul ilmia ki kitabon par aap ki taqreez chapti he ?

 

Kaamil mureed ko apne peer ke sath jazbati wabastagi honi chahiye….

 

Allah (عزوجل) ki khufiya tadbeer se darnay se mutaalliq aap ke bayanaat sunay hain ye irshad farmain ke kia gunahgaar siyah kaar bay namazi ko hi Allah (عزوجل) ki khufiya tadbeer se darna chahiye…?

 

Maal e Waqf ke istemal ki Ehtiyatain irshad farma dain.

 

Kai islami bhai aesay hain jinhon nay apnay aap ko "Baarah Maah" ke liye pesh kiya tha lekin un ki kam umri ki waja se majlis ne unhain rok diya he wo islami bhai kiya karain ?

 

"Dawat-e-Islami" gher siyasi tehreek he issay konsi siyasat kharij he, kyun ke baaz mutarizeen kehte hain ke siyasat to Ambia(علیہ السلام) aur ulama ne bhi ki ?

 

"Baarah Maah" safar karnay par istayqamat kesy hasil ki jaye ?

 

"Baarah Maah" ke qafilay me safar karnay me jo mushqqatain aur takaleef aati hain kiya us ka bila zarurat tazkirah bay sabri me shamil na hoga ?

 

Jamia tul Madina ke masail ke hal me takheer hone par baaz talaba ya asatza "Majlis" ke baray me na munsib alfaaz keh detay hain aap aeyson ke baaray me kia irshad farmtay hain ?

 

Baaz log kehte hain ke "Dawat-e-Islami" ke jamia tul madina me parhai kam aur chutyan zaada hoti hain……aeyson ko kis tarhan samjahya jaye ?

 

Jamia tul madina se fariqh ul tehsil hone walay islami bhaiyon say aap kia tawqquaat wabasta rakhte hain ?

 

Agar 2 taalib-e-ilm aapas mai zaati dosti karain lekin bahana ye banayen ke ham parhai mai madad ke liye dost hain, aeysa karna kesa ?

 

Jin talaba ko dars-e-nizami karne mai ghar walon ki taraf se rukawat dar pesh ho un ko kiya karna chahiye ?

 

Kisi ustaz ka talib-e-ilm se qarz lena ya us ka mobile phone istemal karna kesa ?

0 comments:

Post a Comment