Faizan-e-Sunnat Ghusl Ka Tarika Pur Asrar Khazana Pur Asrar Khazana

Slideshow

Join The Community

Sunday, July 3, 2011

Nazimeen o mudarriseen | Madani Muzakra Topic

Islamic Question Answers | islamic knowledge Fiqh Questions Madani Muzakra Topic

Nazimeen o mudarriseen

Dawate Islami

Madrasay ki safai ka ma'yar kia hona chahiyea?

 

Madrasay mai jaga kam honay kay ba'is muttasil masjid kay sahan mai darga qaim karna kesa?

 

Madrasay mai parhai kay doran namaz parhanay kay leyea jana kesa?

 

Madarsa tul madina ka koi azeer tanzeemi pabandeyon ko bunyad banatay howai madrasa tul madina ki kidmat chor kar kahain aur apni tarkeeb banai to kesa?

 

Agar koi ahl-e-sarwat madrasay ka karch utahna chahay to unhain kia hikmat-e-amli ikteyar karni chahiyea?

 

Qari sahayban aksar madani munnoo ko saaf suthra, sar par tael laga kar, ankhon mai surma laga kar khubsoorat sa emama sharif suna kar anay khatay hain. kia ye amal durust hai?

 

Baaz oqaat kisi waja sai majlis, mudarris, nazim ya amlay kay kisi fard ko ejaray sai farikh kar dya jai, to tarhan tarhan ki baatain hoti hain, is mamlay mai rahnomai farmadain.

 

Madarsay mai safai waghaira kay leyea sayyed zaday ko khadim rahkna kesa hai?

 

Baaz oqaat madrasay kay atraaf mai khanay penay ki ghair mayari ashya bechnay walon ka hojoom hota hai, is baray mai rahnomaai farmayea.

 

Mudarris ka chutti kay baad talaba kay ghar par ana jana ya talluqaat rahkna kesa hai?

 

kia mudarris apnay darajay kay talaba sai khana ya chayea waghira ka mutalba kar sakta hai?

 

Madarsa tul madina kay mudarrisen o nazimeen aur degar amlay kay leyea chal madina honay ka kia myyar hai?

 

Qari sahib ya ustad apnay shagird ko kis had tak saza day sakta hai?

 

Madrsa tul madinah mai jumua ko ta'atel hogi bara-e-karam is ki hikmatain aur barkatain irshad farmayea.

 

Aap namaz kay oqaat kay elawah kabhi masjid mai hazir hotay to pankha istaimal nahi kartay thay, kia ye durust hai?

 

Agar nazim kay pas say agar jama shuda mobile phone maktab sai churi ho jaain tu kia keya jai?

 

Jin madaris mai telephone ki saholat nahi hai wahan agar mobile bhi block kar daytay hain to in ka kia hal hai?

 

Jis tarhan aap nay nazimeen aur asaatza kay leyea mobile phone kay hawalay sai hidayaat irshad farmai hain ise tarhan madaris aur jamia'at kay talaba kay leyea bhi mobile phone kay hawalay sai hidayaat irshad farmaain.

 

Islami bahnon ka haftwar tahsil satha ka ijtima itwar ko hota hai ab jab kay agar madras tul madinah mai in ki jumua ko chotti ho gi to islami bahnain ijtima mai kesay shirkat kar sakain gi?

 

Madani munno ko ba amal hafiz-e-quran kesay banain?

 

 

Aik nazim ko kesa hona chahiyea?

 

Madrasa tul madinah babul madinah madani markaz ki tarkeb mai aagayea hain, is hawalay sai cha ma goi yean ho rahi hain jis ki waja sai gunahon ka silsela chal para hai, bara-e-karam is sai bachnay ka tareqa irshad farmadain.

 

Ye dekha gya hai kay aap khana tanawul farmatay howay bohat ahteyat farmatay hain madani munnay bhi madrasay mai khana khatay hain inhain kia kia ahteyatain sekhayean?

 

Waqf ki imlaak ki chand ahteyatain irshad farmadain.

 

kia koi apni jaga deni kamon kay leyea waqf karday aur kuch arsay baad dobara lay lay, ye kesa?

 

Madrason mai bijli ki bachat kesay ki ja sakti hai?

0 comments:

Post a Comment