Faizan-e-Sunnat Ghusl Ka Tarika Pur Asrar Khazana Pur Asrar Khazana

Slideshow

Join The Community

Sunday, July 3, 2011

Ghar aman ka gahwara | Muzakra Topic

Islamic Question Answers | islamic knowledge Fiqh Questions Madani Muzakra Topic

Ghar aman ka gahwara

Dawate islami

Baaz auratain bohat powerful hoti hain aur apnay bachchon kay abbu par hawi rahti hain, is tarhan adami prayshan rahta hai us kay lya koi tasalli ka saman farma dejea.

 

Gyaraa so (1100) martaba wazefa pahrna …koi aasan wazeefa ata farma dejea.

 

…Saas baho kay jahgray aam hotay chalay jarahay hain agar in jahgron ka hal irshad farma dain, Allah ta'ala aap ko Is ki bahtareen jaza ata farmai.

 

…Baaz auqaat saas bhi aapay say bahar ho jati hain, kuch is baray mai bhi irshad farma dain.

 

…Aap nay memon community ka abhi tajzeya pesh kya, kya aap ka bhi is say ittayfaq hai…?

 

…Hamray yahan ghar dynay ka jo silsila hai….jab tak makan na dya jay tab tak shadi nahi hoti….kya ye kamzori nahi?

 

Agar shohar apni zoja ko degar ahl-e-khana kay sath rahkay…is silsilay mai mazeed kuch ahteyatain irshad farma dejea kay fitnay say hifazat rahay.

 

Kya aap nay apnay betay ko sath rahka hai ya alag ghar dya howa hai?

 

….Aulad ki tarbiyat ka bhi tareqa irshad farma dain.

0 comments:

Post a Comment